My image
Ki Aadat Nahi Hai.
Aansu Bahane Ki Aadat Nahi Hai.
Hum Kho Gaye To Pachtaoge Bahut.
Kyun ki Hame Laut Ke Aane Ki Aadat Nahi Hai.
Hindi Shayari, Itani peeta hu ki
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari, Sharabi Shayari
इतनी पीता हूँ कि मदहोश रहता हूँ,
सब कुछ समझता हूँ पर खामोश रहता हूँ,
जो लोग करते हैं मुझे गिराने की कोशिश,
मैं अक्सर उन्ही के साथ रहता हूँ।
Attitude Shayari, Aankh utha kar bhi
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari
आँख उठाकर भी न देखूँ,
जिससे मेरा दिल न मिले,
जबरन सबसे हाथ मिलाना,
मेरे बस की बात नहीं…
Attitude Shayari, Rehte hai Aas-Pass
Category: Attitude Shayari, Dard Shayari, Hindi Shayari, Sad Shayari
रहते हैं आस-पास ही
लेकिन साथ नहीं होते…
कुछ लोग जलते हैं मुझसे
बस खाक नहीं होते|
Rehte hain Aas-Pass hi,
Lekin sath nahi hote,
kuchh log jalte hain mujhse,
bas khaak nahi hote.
Attitude Shayari, Kam Karo Asia ki
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari
Kam Karo Asia ki pahchan ban jaye,
chalo aise ki Nisan ban jaye,
zindgi to her koi kat leta hai dosto,
jiyo is kadar ki misal ban jaye.
Attitude Shayari, Teri Mohabbat mein
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari
तेरी मोहब्बत मैं
और मेरी फितरत मैं
फर्क इतना है की….
तेरा Attitude नही जाता
और मुझे झुकना नहीं आता…
Teri Mohabbat mein..
Aur meri fitrat mein..
Fark sirf itna hai,
K tera attitude nahi jata..
Aur mujhe jhukna nahi aata.
Attitude Shayari, Kutte bhonkte hai
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari
Kutte bhonkte hai..
Zinda hone ka ehsas dilane k liye,
Jungle ka sanata..
Sher ki mauzudgi baya karta hai.
Attitude Shayari, Bewafai Karke Niklun
Category: Attitude Shayari, Hindi Shayari
Bewafai Karke Niklun Ya Wafa Kar Jaunga,
Shehar Ko Har Zaike Se Aashna Kar Jaunga,
Tu Bhi Dhoondega Mujhe Shauq-e-Saza Mein Ek Din,
Main Bhi Koi Khoobsurat Si Khata Kar Jaunga.
Comments
Post a Comment